12.07.2015 Views

Download ( PDF ) - Dawat-e-Islami

Download ( PDF ) - Dawat-e-Islami

Download ( PDF ) - Dawat-e-Islami

SHOW MORE
SHOW LESS
  • No tags were found...

You also want an ePaper? Increase the reach of your titles

YUMPU automatically turns print PDFs into web optimized ePapers that Google loves.

َۡۡۡ‏ِم‏ِمKafan ki Wapsi 11Noorani PahaarAik bar Hazrat-e-Sayyiduna ‘Isa Roohullah ka guzaraik jag-magatay Noorani pahaar per huwa. Aap nayBargah-e-Khudawandi mein arz ki: Ya Allah is pahaar koquwwat-e-goyaee (ya’ni bolnay ki taaqat) ‘atta farmayi. Woh pahaarbol parra, Ya Roohullah! ( ) Aap kia chahtay hain?Farmaya: Apna hal bayan ker. Pahaar bola:” Meray ander aik admirehta hay.” Sayyiduna ‘Isa Roohullah nay Bargah-e-Ilaahi mein ‘arz ki: Ya Allah ! us ko mujh per zahir farma day.Yaka-yak pahaar shaqq ho (ya’ni phat) gaya aur us mein say chand sachehra chamkatay aik buzurg baramad huway. Unhon nay arz ki:”Mein Hazrat-e-Moosa Kaleemullah ka ummati hunmein nay Allah say ye du’a ki huwi hay kay woh mujhay apnayPiyare Mahboob, Nabi-ye-Akhir-uz-Zaman ٖ ki Bi’sat-e-Mubaraka tak zindah rakhay takay mein unki ziyarat bhi karun aur unkaummati ban’nay ka sharf bhi haasil karun. mein is pahaarmein 600 saal say Allah ki ibadat mein mashgul hun.”Hazrat-e-Sayyiduna ‘Isa Roohullah Nay Bargah-e-Khuda-wandi mein ‘arz ki: Ya Allah ! Kia ru’e zameen per koibanda is say barh ker bhi teray yahan mukarram hay? Irshad huwa: Aey‘Isa ( )! Ummat-e-Muhammadi mein say jo Mah-e-Rajab ka aikrozah rakh lay woh meray nazdeek is say bhi ziyada mukarram hay.(Nuzhat-ul-Majalis, jild 1, safha 208) Allah ki un per rahmat ho aur unkay sadqay hamari maghfirat ho.‏َّدُ ‏َمَ ٰ حم‏َا ٰتَعRajab kay Koondayوَا ٰ هلِ‏ َِّ ا‏ّٰ‏ َُ ّۡ ني ا‏َاهِ‏ انلَّيبِ‏ ِجبِ‏ني صَ‏ يلَ َ احلۡ‏صَ‏ ل ۡ ‏ُّوا يهِ‏ت ٰ ‏َعَا عَلَ‏ ۡبِيب‏َّمَ وَسلص َ يلَّ‏ ا‏ّٰ‏ ُRajab-ul-Murajjab ki 22 tareekh ko Musalman Hazrat Sayyiduna ImamJa’far-e-Sadiq kay Isal-e-Sawab kay liye kheer puriyanٓا

Hooray! Your file is uploaded and ready to be published.

Saved successfully!

Ooh no, something went wrong!