10.08.2016 Views

zoban

You also want an ePaper? Increase the reach of your titles

YUMPU automatically turns print PDFs into web optimized ePapers that Google loves.

janay wali zoban hai. Lisani nazam aur aawazoun kay ziyada honay

kay hawala say donyan main pehle number par hai.

UK aur Kanaida main Hindustani (Urdu+Hind) dosri bari zoban

samjhi jati hai.

Donya kay kisi bhi molak main chalay jaein Hindustani say aaghi

rakhnay waloun ki maqoul’tarein tadaad mil ja’ay gi Lihaza angraizi

ko zabar’dasti international language ka naam day diya giya hai.

Hindustani say motalaq loug is waqt donya kay sab say baray

khareed’dar hain. Kha’am maal bhi yahan hi say ziyada baramad hota

hai. Choun’kah zati mafadaat kay tehhat is say motalaq loug bai’hiss,

qomi alaqaee aur lisani asbiat se mehroom aur apni zoban ki vosatoun

say na’waqif ho ga’ay hain. Yah shaed nahain jantay kah asri

iqtasadyaat main in ki ehmiat aur haisiat hai.

5- Most of the books and knowledge available in english) it

Aap ka yah point intahaee kam’zour hai. Angraizi bichari to khud

dosri zobanoun ki mahtaj hai lihaza kitabain aur malomaat ki baat to

Hooray! Your file is uploaded and ready to be published.

Saved successfully!

Ooh no, something went wrong!