12.07.2015 Views

Download ( PDF ) - Dawat-e-Islami

Download ( PDF ) - Dawat-e-Islami

Download ( PDF ) - Dawat-e-Islami

SHOW MORE
SHOW LESS
  • No tags were found...

Create successful ePaper yourself

Turn your PDF publications into a flip-book with our unique Google optimized e-Paper software.

2 Kafan ki wapsiRajab kay mukhtalif Naam aur Ma’anay‏َب“‏ hay: “Mukashafa-tul-Qulub” mein[Tarjeeb] say ۡ تَرجِ‏ ۡ يب dar-asal ‏”ر ‏َجMushtaqq (ya’ni nikla) hay is kay ma’na hain: “Ta’azeem karna.” Is komah-e- [al-Asab] (ya’ni tayz bahao) bhi kehtay hain is liye kay is ۡ اَ‎ ‏َصَ‏ بۡ‏mubarak mein touba kernay walon per rahmat ka bahao tayz ho jataaur ‘ibadat karnay walon per qabuliyat kay anwar ka faizan hota hay.Isay َ ‏َص ّ م اَ‎ ۡ [al-Asam] (ya’ni bahra) bhi kehtay hain kiun kay is mein jango-jadalki awaz bilkul sunayi nahi dayti. (Mukashafa-tul-Qulub, safha 301)“Ghunya-tut-Talibeen” mein hay kay is mah ko “ شَ‏ ه ‏ِر الرَجَم ” [Shahr-e-Rajam] bhi kehtay hain kiun kay is mein shaytan ko rajam (ya’ni patharmaaray jatay hain) takay woh Musalmanon ko eiza na dayn. Is mah ko[Asam] (ya’ni bahra) bhi kehtay hain kiun kay suna nahi gaya kay ۡ اَ‎ ‏َصَ‏ مّ‏is mah mein kisi qoum per Allah Ta’ala nay ‘azab nazil farmaya, Allah nay guzashta ummaton ko her mahinay mein azab diya aur is mahmein kisi qoum ko azab na diya. (Ghunya-tut-Talibeen, jild 1, safha 319-320)‏َب [Rajab]hay! kay teen [3] huroof ki bhi kiya baat رَج ! Meethay meethay <strong>Islami</strong> bhaiyon! Mah-e-Rajab-ul-Murajjabki baharon ki tou kiya bat hay! “Mukashafa-tul-Qulub” mein hay,Buzurgan-e-Deen fermatay hain: ‏َب“‏ر [Raa] ‏.”ب“‏ [Baa] ‏,”ج“‏ [Jeem] ‏,”ر“‏ [Raa] mein teen (3) huroof hain. ‏”رَجsay murad Rahmat-e-Ilaahi , [Jeem] ج say murad banday ka jurm,[Baa] ب say murad Birr ya’ni ihsaan-o-bhalayi. Goya Allah fermatahay: Meray banday kay Jurm ko mayri Rahmat aur bhalayi kay darmiyanker dou. (Mukashafa-tul-Qulub, safha 301)Isyan say kabhi ham nay kanara na kiyaPer tu nay dil azurda hamara na kiyaHam nay tou jahannam ki boht ki tajveezLekin teri rahmat nay gawara na kiya

Hooray! Your file is uploaded and ready to be published.

Saved successfully!

Ooh no, something went wrong!