18.11.2014 Views

Madani Kamon Ki Taqseem - Dawat-e-Islami

Madani Kamon Ki Taqseem - Dawat-e-Islami

Madani Kamon Ki Taqseem - Dawat-e-Islami

SHOW MORE
SHOW LESS

You also want an ePaper? Increase the reach of your titles

YUMPU automatically turns print PDFs into web optimized ePapers that Google loves.

Madani Kamon ki Taqseem

bhi perwa nahe kerta. Aisa Islami bha’I chata hai ke log aur

zimadaaran sirf usey he janey pehchanay, is ki he tareef karein

aur un ki nazar mein isi ki ehmiyaat o waga’t qaim ho. Is ke

mateht jo umda kaam karey unhey bhe apni taraf mansub

kerleta hai is ke is manfi rawiye say is ke sath madani kaam

kerne wale Islami Bahio ke hosle past hojatey, beetamadi ka

mahol paida hota, dilaun mein bugz o keena raah pata,

mukhalifaun ka bazaar garam hota aur bannazmi ka shikaar ho

kar barsaun ki koshish se parwaan charhnay wala madani

kaam dinaun mein barbad hojta hai.

Hirs-e-Jah-o-Maal ki Tabahi

Sadiq-o-musdook Rasool-e-Maqbool ٖ

ka

farman-e-sadiq shaan hai. ‘Do bhookey bhairyeh jo bakrrion

ke kisi rewarr chorrey jayein is rewarr mein itni tabahi nahe

machatey jitni Aadami ki martabay o maal ki hirs is ka deen

tabah kerdeti hai.’(Al-Jamia-ul-Saghir Vol. 483, Hadis 7908)

Aik Hadees Shareef mein hai ‘Maal o martabay ki mohaabt dil

mein is tarah munafiqat paida kerdeti hai jis tarah pani sabza

ugata hai.’ ((Ihya-ul-uloom Vol. 3, P. 293)

Kash! ke Allah Ta’lah humein apni raza o khusnudi ka harees,

ikhlaas, ‘ajzi aur isteqamat ka pekar bana kar martabay o maal ki

hirs o mohaabat, dunya ki jhoti ‘izzat ki wuqa’at aur khwaish e

tareef o shohrat humary dilon se nikaal de ke in buri sifaato mein

humarey quloob ki kharabi aur akhirat ki barbadi hai. Jaisa ke

7

Hooray! Your file is uploaded and ready to be published.

Saved successfully!

Ooh no, something went wrong!