18.11.2014 Views

Madani Kamon Ki Taqseem - Dawat-e-Islami

Madani Kamon Ki Taqseem - Dawat-e-Islami

Madani Kamon Ki Taqseem - Dawat-e-Islami

SHOW MORE
SHOW LESS

You also want an ePaper? Increase the reach of your titles

YUMPU automatically turns print PDFs into web optimized ePapers that Google loves.

13

Madani Kamon ki Taqseem

admi ko nikalnay ki koshish ker raha ho aur is ka maqsood is ki

jaan bachana ho. Itney mein aik aur shaks aye aur kisi tarkeeb se

is admi ko konein se nikaal ker is ki jaan bacha le. Ab pehla

shaks agar is par dil mein khusi mehsus karey tu samjh le ke

woh is konein mein girey hoye ki jaan bachane mein mukhlis

tha kyun ke yeh maqsud tu hasil hogya khoa kisi dosrey ke

zariye he sahi aur agar is ka dil is per na khus ho ke dosrey nay

kyun nikala mujhy nikalna that u samjh le ke woh is giret hoye

ki jaan bachaney mein muklis na tha bulkay apney number

banane aur apni wah wah kerwane ka khwasih mand tha.

Lehaza har mubalig mukhlisana kirdaar ada karey aur yeh zehn

banaye ke is ka maqsood kufr o zalalat aur jahalat o ma’asiyat ke

konwaun mein girey hoye be shumaar logo ko in konwaun se

nikalna aur unhein Emaan o salehiyat ke minbaraun betha kar

qabar o jahannum ki aag se bachana hai. Ab yeh maqsad khoa is

ki apni zaat ki waja ki waja se hasil ho ya takseem-e-kaar ki

barkat se kisi aur mubalig ke zariye, bahsurat is mdani maqsad

ke husul par nazar ho apni wah wah aur number banana ki

koshish hargiz na ho. Is baat ko mazeed is misaal se samjha ja

sakta hai ke aik mubalig ko Bain al Akwami sunnataun bharey

ijtima’a mein bayan karnay ka moqa’a diya gya. Is ko anay

mein ta kheer hogye lehaza nigraan majlis nay dosrey mubalig

se bayan karwaliya. Pehla mubalig gaur karey ke is ko khusi ho

rahi hai ya gam khusi ki halat ikhlaas aur ghum ki kifiyat apni

wah wah kerwanay ki khwaish par daal hai. Isi tarah mudat

puri honay par ya kisi bhi sabab say aik ki jagah dosray Islami

Hooray! Your file is uploaded and ready to be published.

Saved successfully!

Ooh no, something went wrong!