18.11.2014 Views

Madani Kamon Ki Taqseem - Dawat-e-Islami

Madani Kamon Ki Taqseem - Dawat-e-Islami

Madani Kamon Ki Taqseem - Dawat-e-Islami

SHOW MORE
SHOW LESS

You also want an ePaper? Increase the reach of your titles

YUMPU automatically turns print PDFs into web optimized ePapers that Google loves.

9

Madani Kamon ki Taqseem

par jo ina’amat farmaye hain un mein se baaz ke baray mein

farmaye ga, kiya mein nay tum per ina’am na kiya? Mein nay

tumein chupaye na rakha? Kiya mein nay tumhara zikr

poshida na rakha? (Ezan P. 294)

Shohrat ke nuqsanaat aur gumnami ke fazail ki wajah se humarey

Asalaaf

gumnami ko shohrat par tarjeeh diya kertay

aur shohrat o marataba panay se khofzada rehte they. Hazarat

Sayyiduna Imam Mohammad Ghazali

Ihya ul uloom

mei nakal farmatey hain ke aik baar Hazarat Sayyiduna hoshab

ro rahey they aur farmatey they ke afsoos mera naam

Jamia’ Masjid tak punch giya. (Ihya-ul-Uloom P. 293)

Hazrat-e-Sayyiduna Ibrahim bin Adham

farmatey

hain ‘Dunaya mein sirf aik din meri ankhein thandi hoyein, woh

is tarah ke aik raat mein nay sham ke kisi gao’aon ki masjaid mein

guzari aur mere pait mein takhleef thi, mozaan nay mujhy paow

se pakar ker ghaseeta aur masjid se nikaal diya. (Ezaan P. 294)

! Ikhlaas ke pekaaar humarey buzurgan-e-Deen

ki hub-e-Jah martaba se khali, ajzi o inkisaari wali

kaisi madani soch hoa kerti thi ke ‘ala maratab pr faiz honay ke

bawaujd logo ki janib se qadar nashanasi par bhi khus aur

takhleef o garzand par bhi raza mad rehte. Magar Ah! Humari

qalbi badhali ka yeh alamhai ke dunaya mein makaam aur

martaba paney ke hares o khwaishmand, apni izaat afzai he

mein khush o khursand aur logo ki janib se pazerayi ki huamein

mehboob pasand hai. Aye Kaash! Humein bhi buzargan-e Deen

Hooray! Your file is uploaded and ready to be published.

Saved successfully!

Ooh no, something went wrong!