03.04.2013 Views

Madinay ki Machli - Dawat-e-Islami

Madinay ki Machli - Dawat-e-Islami

Madinay ki Machli - Dawat-e-Islami

SHOW MORE
SHOW LESS

Create successful ePaper yourself

Turn your PDF publications into a flip-book with our unique Google optimized e-Paper software.

13

Madinay ki Machhli

liye zakhira kerta hoon. (Tafsser dur mansoor vol 2 pp 261) Allah

ki un par rehmat ho aur un ke sadqe humari magfirat ho.

ﺻ

ﷲ ٰﺎ ﻪ ﻌ

ﺗ

ۡ ٖ ﻴﻠﻋ ٰ

ﻢﻠ ﺳ

ﺎﺠﺑ ﲔ

ﻣ ۤ ۡ

ﲔ ﻣ ﻻ ه

ﻨﻟ

Kaash! Humein bhi Sayyiduna Abu Zar Gifari

ke

Jazbaye Issar ke samundar ka koi aadha katra hi naseeb ho jata!

Afsos sad karod afsos! Apni pasand ki cheez rahe Khuda

mein kharch karna to goya humari dictionary mein hai hi nahi!

bas har dam male muft ki talab mein hi dil phansa rehta hai, bil

khusoos jo ziyada sawab ka kaam ho us mein kharch karne ke

liye nafs kat’an ijazat nahi deta masllan Quran-e-karim ya dini

kitab wagirah kharid kar parhna agarche ziyada sawab ka bais

hai magar ji chahta hai ke chundey se ya tohfey mein mil jaye to

acha, sunnataun ki tarbiyat ke madani qafiloon mein palle se

kharch karne ka be andaza sawab hai magar humare nafs-esitam

gar ka bura ho yeh bad-bakht yehi zehan banata rehta hai

ke koi dusra kharch uthaye to hi safar karna, balke jo din qafile

mein safar ke andar guzarein un ki ujrat bhi milni chahiye.

Haaye! Haaye! Is hirso aaz bhare andaz ke sath Rabb Be

Niyaz ٗ

ﻼ ﺟ

ﻞ ﺟ

ko kis tarah raazi kiya ja sakega.

Sarware di! lije apne na tuwanon ki khabar

Nafso shaitaan sayyida! kab tak dabaate jayenge

(Hadaike Bakhshish Sharif)

Hooray! Your file is uploaded and ready to be published.

Saved successfully!

Ooh no, something went wrong!