03.04.2013 Views

Madinay ki Machli - Dawat-e-Islami

Madinay ki Machli - Dawat-e-Islami

Madinay ki Machli - Dawat-e-Islami

SHOW MORE
SHOW LESS

You also want an ePaper? Increase the reach of your titles

YUMPU automatically turns print PDFs into web optimized ePapers that Google loves.

Bhooke rah ke khud auron ko khila detey the

Kaise sabir the Muhammad ke gharane wale

ﻪ

ﺻ

ﺪﻤ ﺤﻣ

ﻠﻟ

ٰ ﻋ ﺎ ٰ ﻌ

ﺗ

Khilane Pilane Ke Azimushshan Sawab

25

Madinay ki Machhli

ﺒﺤ ﻮﻠﺻ ﻟ ﻋ

ﺐﻴ

Methay methay Islami bhai’o! Dekha aap nay! Sayyidah

Khatoon-e-Jannat

nay faake ke bawujood apna khana

Issar farma diya! Afsos! Ahl-e-Bait Nubuwat se mohabbat ke dam

bharney ke ba wujood hum apni zaroorat ka kuja bacha khucha

khana bhi kisi ko pesh karne ke bajaye ainda ke liye freeze mein

rakh churtey hain. Yakin maniye! Bhookaun ko khana khilana

aur pyasaun ko pani pilana bare sawab ka kaam hai. Is zimn mein

Do Faramain-e-Mustafa ٖ

mulahaza ho:

1. Jo Musalman kisi Musalman ko bhook mein khana

khilaye, to Allah

use baroze kiyamat jannat ke

phaal khilayega aur jo kisi musalman ko pyas mein pani

pilaye, to Allah talah use baroz-e-kiyamat mohar wali

pak-o-saaf sharab pilayega aur jo musalman kisi be libas

Musalman ko kapra pehnaye, to Allah ta’lah usey jannat

ke sabz kapre pehnay ga. (Tirmizi Vol. 4, P. 204, Hadis 2457)

2. Jo kisi Musalman ko bhook mein khana khila kar sair

kar de to Allah

use jannat mein us darwaje se

dakhil farmayega jis mein se us jaise log hi dakhil

honge. (Almujjam-ul-Kabeer Lil Tibrani Vol. 20, P. 85, Hadis 162)

Hooray! Your file is uploaded and ready to be published.

Saved successfully!

Ooh no, something went wrong!