You also want an ePaper? Increase the reach of your titles
YUMPU automatically turns print PDFs into web optimized ePapers that Google loves.
Madinay ki Machhli

Isi tarah bus ya rail gari ke andar bheer ki soorat mein dosrey

islami bhai ko ba Israar apni nashist par bitha kar aur khud

khare reh kar, car mein ya safar ka moka muyassar honay ke ba

wujood dosrey islami bhai ke liye qurbani de kar use car mein

bitha kar aur khud paidal ya bus waghira mein safar kar ke,

sunnataun bhare ijtima’a waghirah mein aram deh jagah mil

jaye to dosrey islami bhai par jagah kushada kar ke ya use woh

jagah pesh kar ke, khana kam ho aur khaney wale ziyada hon

to khud kam kha kar ya bilkul na kha kar naiz isi tarah ke be

shummar mawakey par apne nafs ko thori si taklif de kar muft

mein Issar ka sawab kamaya ja sakta hai.

Issar Ka Sawab Be Hisaab Jannat

Hujjatul Islam Hazrat-e-Sayyiduna Imaam Muhammad Bin

Muhammad Bin Muhammad Gazali ۡ

Ihya-ul-

Uloom mein nakal karte hain: Allah

nay Hazrat-e-

Sayyiduna Musa Kalimullah

se farmaya:

‘Aye Musa

! Koi Shakh aisa nahi ke woh umer bhar

mein chahe aik hi martaba Issar kare aur mein baroze kiyamat

us se hisab talab karte hoye haya na farmaoon! Us ka makaam

jannat hai, woh jahan bhi chahe rahe. (Ihya-ul-Uloom Vol. 3, P. 318)

Jab Jannat Ki Dua Deta Hoon to Maali Issar Se Kyoo

Rukoo

Hazrat-e-Sufyan Bin Uyaina se pucha gaya ke

sakhawat kise kehte hain? Aap nay farmaya: Bhai’o

28