03.04.2013 Views

Madinay ki Machli - Dawat-e-Islami

Madinay ki Machli - Dawat-e-Islami

Madinay ki Machli - Dawat-e-Islami

SHOW MORE
SHOW LESS

Create successful ePaper yourself

Turn your PDF publications into a flip-book with our unique Google optimized e-Paper software.

19

Madinay ki Machhli

o-na gawar) tha to na detey. Us nay kaha: Mein to is liye ro

raha hoon ke mujhe us ka haal us ke bataye bigair maloom

na ho saka hata ke woh (bechara) mera darwaza khatkhataney

par majbur hoa. (Ihya-ul-Uloom Vol. 3, P. 311)

Methay methay Islami bha’o! Maloom hoa, kamaal yeh nahi ke

zaroorat mand dost mangne aaye aur hum us ko de dein,

kamaal to yeh hai us ki maali kamzurioon par humari nazar ho

aur is ke pehley ke woh sharmata lajaata hum se apna haal

kahey hum us ki khud jaa kar imdad kar dein.

Hamein apne fazlo karam se too kar de

Sakhawat ki nay’amat ataa ya elaahi

ﻪ

ﺻ

ﺪﻤ ﺤﻣ

ﻠﻟ

ٰ ﻋ ﺎ ٰ ﻌ

ﺗ

Nirali Mehmaan Nawazi

ﺒﺤ ﻮﻠﺻ ﻟ ﻋ

ﺐﻴ

‘Khazainul Irfan’ mein hai: Bargahe Risalat ٖ

mein aik baar aik bhooka shaks hazir hoa, Sarkar-e-Namdaar

nay Tamaam Ummaha-tul-Muaminin

ke gharon mein maloom karwaya ke koi khaney ki cheez mil jaye

magar kisi ke yahan koi khaney ki cheez na thi. Shah-e-Khair-ul-

Anaam

nay Sahabaye Kiran

se farmaya:

‘Jo shakhs is ko mehmaan banaye Allah

us par rehmat

farmaye.’ Hazrat-e-Sayyiduna Abu Talha Ansari

khare

ho gaye aur mehmaan ko apne daulat khaney par le gaye, ghar ja

Hooray! Your file is uploaded and ready to be published.

Saved successfully!

Ooh no, something went wrong!