Create successful ePaper yourself
Turn your PDF publications into a flip-book with our unique Google optimized e-Paper software.
PepsiTV.com

Jab se dekha maine tujhko

Mujhko aashiqui aa gayi

Main shaayar to nahin

(Pyaar ka naam maine suna tha magar

Pyaar kya hai, yeh mujhko nahin thi khabar) - 2

Main to uljha raha uljhanon ki tarha

Doston mein raha dushmanon ki tarha

Main dushman to nahin

Main dushman to nahin, magar ae haseen

Jab se dekha maine tujhko

Mujhko dosti aa gayi

Main shaayar to nahin

(Sochta hoon agar main dua maangta

Haath apne uthaakar main kya maangta) - 2

Jab se tujhse mohabbat main karne laga

Tab se jaise ibaadat main karne laga

Main kaafir to nahin

Main kaafir to nahin, magar ae haseen

Jab se dekha maine tujhko

Mujhko bandagi aa gayi

Main shaayar to nahin, magar ae haseen

Jab se dekha maine tujhko

Mujhko shaayari aa gayi

Main shaayar to nahin

Hindi Song Title: Main Yahaan Hoon

Hindi Movie/Album Name: VEER ZAARA

Singer(s): UDIT NARAYAN

Jaanam, dekh lo, mit gayi dooriyaan

Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon,

yahaan..

(Jaanam, dekh lo, mit gayi dooriyaan

Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon,

yahaan) -2

Kaisi, sarhadein, kaisi majbooriyaan

Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan

Tum chhupa na sakogi main woh raaz hoon

Tum bhoola na sakogi woh andaaz hoon

Goonjta hoon jo dil mein toh hairaan ho kyun

Main tumhaare hi dil ki toh awaaz hoon

Sun sako, toh suno, dhadkanon ki zabaan

Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan

Kaisi, sarhadein, kaisi majbooriyaan

Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan

Main hi main ab tumhaare khayaalon mein hoon

Main jawaabon mein hoon, main sawaalon mein hoon

Main tumhaare har ek khwaab mein hoon basa

Main tumhaari nazar ke ujaalon mein hoon

Top Bollywood Lyrics 1960 – 2006

118

Dekhti, ho mujhe, dekhti ho jahaan

Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan

By www.PepsiTV.com

Jaanam, dekh lo, mit gayi dooriyaan

Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan

Kaisi sarhadein, kaisi majbooriyaan

Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan

Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan

Hindi Song Title: Maine Pee Sharab

Hindi Movie/Album Name: NAYA RAASTA

Singer(s): MOHAMMAD RAFI

Maine Pee Sharab

Tumne Kya Peeya

Arre Tumne Kya Peeya?

Aadmi Ka Khoon

Main zaleel hoon

Main zaleel hoon

Tumko kya kahun

arre tumko kya kahun

tumko kya kahun

Tum peeyo to thik

hum peeyen to paap

tum jiyo to pun

hum jeeyen to paap

Tum shareef log

tum ameer log

hum tabaaha haal, hum fakir log

zindagi bhi rog

maut bhi azaad

maine pee sharaab...

Maine Pee sharaab..

Tum kaho to sach

hum kahen to jhoot

tumko sab muwaaf

zulm ho ke loot

tumne kitne dil chaak kar diye

kitni baste ghar, khaak kar diye

maine to kiya, khhud ko hi kharab

Maine Pee Sharaab..

Reet aur rivaaz

sab tumhare saath

dharam aur samaajh

sab tumhare saath

Apne saath kya

dhool aur dhuayaan

Aaj chahe tum noch lo zubaan

aane wala daur lega sab hisaab

Maine Pee Sharaab....