20.06.2013 Views

PepsiTV.com

PepsiTV.com

PepsiTV.com

SHOW MORE
SHOW LESS

Create successful ePaper yourself

Turn your PDF publications into a flip-book with our unique Google optimized e-Paper software.

PepsiTV.com

Hindi Movie/Album Name: WAARIS

Singer(s): LATA MANGESHKAR & VINOD RATHOD

Mere Pyaar Ki Umar Ho Itni Sanam

Tere Naam Se Shuru, Tere Naam Pe Khatam

Teri Khushi Se Hai, Khushi, Tere Gham Se Hai

Gham,

Tere Naam Se Shuru, Tere Naam Pe Khatam

Mere Pyaar Ki...

Mere Sapne Gulaabi Neenden Ho Gayi Jawaan

Lo Aake Teri Baahon Mein, Ho, Lo Aake Teri Baahon

Mein

Maein Kho Gayi Kahaan

Haazir Hai Jaan, Jaan-E-Man, Jaan Ki Qasam,

Tere Naam Se Shuru...

Bin Tere Ik Pal Bhi Mujhse Raha Nahin Jaye

Ye Door Door Rehna,

Ye Door Door Rehna, Ab Sahaa Nahin Jaye

Teri Pyaar Bhari Baahon Mein Hi Niklega Dam,

Tere Naam Se Shuru

Hindi Song Title: Mere Rang Mein Rangne Waali

Hindi Movie/Album Name: MAINE PYAAR KIYA

Singer(s): S.P.BALASUBRAHMANYAM

Hindi Lyrics:

Mere rang mein rangne waali

Pari ho ya ho pariyon ki rani

Ya ho meri prem kahaani

Mere savaalon ka jawaab do

Do na

Mere rang mein rangne waali

Pari ho ya ho pariyon ki rani

Ya ho meri prem kahaani

Mere savaalon ka jawaab do

Do na

Bolo na kyon ye chaand sitaare

Takte hain yoon mukhde ko tumhaare

Bolo na kyon ye chaand sitaare

Takte hain yoon mukhde ko tumhaare

Chhooke badan ko hava kyon mehki

Raat bhi hai behki behki

Mere savaalon ka jawaab do

Do na

Kyon hon tum sharmaayi hui si

Lagti ho kuchh ghabraayi hui si

O Kyon hon tum sharmaayi hui si

Top Bollywood Lyrics 1960 – 2006

By www.PepsiTV.com

Lagti ho kuchh ghabraayi hui si

Dhalka hua sa aanchal kyon hai

Ye mere dil mein hulchul kyon hai

Mere savaalon ka jawaab do

Do na

Dono taraf benaam si uljhan

Jaise mile hon dulha dulhan

Dono taraf benaam si uljhan

Jaise mile hon dulha dulhan

Dono ki aisi haalat kyon hai

Haan phir itni mohabbat kyon hai

Mere savaalon ka jawaab do

Do na

Mere rang mein rangne waali

Pari ho ya ho pariyon ki rani

Ya ho meri prem kahaani

Mere savaalon ka jawaab do

Hindi Song Title: Mere Saamne Waali Khidki Mein

Hindi Movie/Album Name: PADOSAN

Singer(s): KISHORE KUMAR

Are hai..

La la la la la la la la la la la la la lah..

Hmmm he hee

(Mere saamne waali khidki mein

Ek chaand ka tukda rehta hai) -2

Afsos ye hai ke vo hamse

Kuchh ukhda ukhda rehta hai

Mere saamne waali khidki mein

Ek chaand ka tukda rehta hai

Jis roz se dekha hai usko

Ham shamaa jalaana bhool gaye

Dil thaam ke aise baithe hain

Kahin aana jaana bhool gaye

Ab aath pahar in aankhon mein

Vo chanchal mukhda rehta hai

Mere saamne waali khidki mein

Ek chaand ka tukda rehta hai

(Barsaat bhi aakar chali gayi

Baadal bhi garaj kar baras gaye) -2

Par uski ek jhalak ko ham

Ai husn ke maalik taras gaye

Kab pyaas bujhegi aankhon ki

Din raat ye dukhda rehta hai

Mere saamne waali khidki mein

Ek chaand ka tukda rehta hai

Afsos ye hai ke vo hamse

Kuchh ukhda ukhda rehta hai

127

Hooray! Your file is uploaded and ready to be published.

Saved successfully!

Ooh no, something went wrong!