20.06.2013 Views

PepsiTV.com

PepsiTV.com

PepsiTV.com

SHOW MORE
SHOW LESS

Create successful ePaper yourself

Turn your PDF publications into a flip-book with our unique Google optimized e-Paper software.

PepsiTV.com

Marke bhi dil se ya pyaar na hoga kam

Teri yaad jo aati hai mere aansoo behte hain

Apna to milan hoga pal pal ye kehte hain

Kya ye zindagaani hai bas teri kahaani hai

Bas teri kahaani hai ye jo zindagaani hai

Chaaha hai tujhko chaahoonga har dam

Marke bhi dil se ya pyaar na hoga kam

Teri vo baatein vo chaahat ki rasmein

Jhoothe thay vaade kya jhoothi thi kasmein

Jaane tamanna kya ye sach hai bas itna keh de

Toot jaayein na lamhe aitbaar ke

De koi sila mere intezaar ka

Chaaha hai tujhko chaahoongi har dam

Marke bhi dil se ya pyaar na hoga kam

Teri hoon teri jo chaahe kasam le le

Mujhko humrahi tu apne gam de de

Saari umar hai mujhko dard judaai ka sehna

Raaste mein khoyi hai manzil meri

Mere saath jayengi mushkilein meri

Chaaha hai tujhko chaahoonga har dam

Marke bhi dil se ya pyaar na hoga kam

Tu saamne hai mere phir kyon ye doori hai

Tujhe kaise bataoon main hay kya majboori hai

Ye bhi koi jeena hai sirf aansoo peena hai

Sirf aansoo peena hai ye bhi koi jeena hai .

Hindi Song Title: Chaaha To Bahut

Hindi Movie/Album Name: IMTIHAAN

Singer(s): KUMAR SANU AND BELA:

--MALE--

(Chaaha to bahut na chaahe tujhe

Chaahat pe magar koi zor nahin) - 2

Dil hi to hai tum pe aa hi gaya

Dil ka sanam yeh qusoor nahin

Chaaha to bahut, chaaha to bahut, chaaha to bahut

--FEMALE--

Chaaha to bahut na chaahe tujhe

Chaahat pe magar koi zor nahin

Dil hi to hai tum pe aa hi gaya

Dil ka sanam yeh qusoor nahin

--MALE--

Chaaha to bahut

--FEMALE--

O, chaaha to bahut

--MALE--

Tera naam hai in honton pe

Seene mein hai tasveer teri

Tune mujhko apna maana

Top Bollywood Lyrics 1960 – 2006

By www.PepsiTV.com

Yeh hai sanam taqdeer meri

O, yeh hai sanam taqdeer meri

--FEMALE--

Dil yeh pukaare milke sanam - 2

Honge kabhi ab door nahin

Chaaha to bahut na chaahe tujhe

Chaahat pe magar koi zor nahin

--MALE--

Dil hi to hai tum pe aa hi gaya

Dil ka sanam yeh qusoor nahin

Chaaha to bahut

--FEMALE--

O, chaaha to bahut

--MALE--

Jaane kis tarha voh jeete hain

Jin ka koi dildaar nahin

Patthar honge unke dil mein

Jin ko kisi se pyaar nahin

O, jin ko kisi se pyaar nahin

--FEMALE--

Karti na kaise ikraar tumse - 2

Itni bhi hum maghroor nahin

Chaaha to bahut na chaahe tujhe

Chaahat pe magar koi zor nahin

--MALE--

Dil hi to hai tum pe aa hi gaya

Dil ka sanam yeh qusoor nahin

--FEMALE--

Chaaha to bahut na chaahe tujhe

Chaahat pe magar koi zor nahin

--MALE--

Chaaha to bahut

--FEMALE--

O, chaaha to bahut

--MALE--

Chaaha to bahut

Hindi Song Title: Chaand Sitare Phool Aur Khushboo

Hindi Movie/Album Name: KAHO NA PYAAR HAI

Singer(s): KUMAR SANU

Chaand Sitare Phool Aur Khushboo Ye To Saare

Puraane Hain

Taaza Taaza Kali Khili Hai Hum Uske Deewne Hain

Arre Kaali Ghatayein Barkha Saawan

O Kaali Ghatayein Barkha Saawan

Ye To Sab Afsane Hain

Taaza Taaza Kali Khili Hai Hum Uske Deewne Hain

22

Hooray! Your file is uploaded and ready to be published.

Saved successfully!

Ooh no, something went wrong!