20.06.2013 Views

PepsiTV.com

PepsiTV.com

PepsiTV.com

SHOW MORE
SHOW LESS

You also want an ePaper? Increase the reach of your titles

YUMPU automatically turns print PDFs into web optimized ePapers that Google loves.

PepsiTV.com

mohabbat ye teree, ibaadat hain meree

tere seewaa kuchh yaad naheen hai, too hee too dil

me

dil ne yaar kee poojaa kee hai, pyaar kaa naam

khudaa rakhaa hai

Hindi Song Title: Ay Phoolon Ki Rani

Hindi Movie/Album Name: AARZOO

Singer(s): MOHD RAFI

Ai Phoolon Ki Rani, Bahaaron Ki Malika,

Tera Muskurana Gazab Hogaya,

Na Dil Hosh Mein Hein, Na Ham Hosh Mein Hai,

Nazar Kaa Milana Gazab Ho Gaya..

Tere Hont Kya Hai, Gulaabi Kanwal Hai,

Yeh Do Patiyan, Pyar Ki Ik Gazal Hai,

Voh Nazuk Labon Se, Mohobbat Ki Baaten,

Hami Ko Sunana, Gazab Hogaya,

Ai Phoolon Ki Rani, Bahaaron Ki Malika,

Tera Muskurana Gazab Hogaya,

Na Dil Hosh Mein Hein, Na Ham Hosh Mein Hai,

Nazar Kaa Milana Gazab Ho Gaya..

Kabhi Ghul Ke Milna, Kabhi Khud Jhijhakna,

Kabhi Raaston Par, Behekna-Machalna,

Yeh Palkon Ki Chilman, Utakar Girana,

Girakar Utana, Gazab Ho Gaya,

Ai Phoolon Ki Rani, Bahaaron Ki Malika,

Tera Muskurana Gazab Hogaya,

Na Dil Hosh Mein Hein, Na Ham Hosh Mein Hai,

Nazar Kaa Milana Gazab Ho Gaya..

Ai Phoolon Ki Rani, Bahaaron Ki Malika,

Tera Muskurana Gazab Hogaya,

Na Dil Hosh Mein Hein, Na Ham Hosh Mein Hai,

Nazar Kaa Milana Gazab Ho Gaya..

Hindi Song Title: Aye Kash Ke Hum

Hindi Movie/Album Name: KABHI HAAN KABHI

NAA

Singer(s): KUMAR SANU

aye kaash ke hum hosh mein ab aane naa paaye

bas nagmein tere pyaar ke, gaate hee jaaye

khilatee, mahakatee ye julfon kee shaam

hasate, khanakate ye hothhon ke jaam

aa zoom ke saath uthhaye, bas nagmein tere pyaar

ke ..

ho bas agar tum humaare sanam

hum to sitaaron pe rakh de kadam

Top Bollywood Lyrics 1960 – 2006

By www.PepsiTV.com

saaraa jahaan bhool jaaye, bas nagmein tere pyaar

ke ..

Hindi Song Title: Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de

kahin se

Hindi Movie/Album Name: DIL SE

Singer(s): UDIT NARAYAN & MAHALAKSHMI

Ho paakhi paakhi pardesi

Paakhi paakhi pardesi

Paakhi paakhi pardesi

Paakhi paakhi pardesi

Paakhi paakhi pardesi

Paakhi paakhi pardesi

Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se

Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se

Main yahan tukdon mein jee raha hoon

Main yahan tukdon mein jee raha hoon

Tu kahin tukdone mein jeen rahi hai

Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se

Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se

Roz roz resham si hawa aate jaate kehti hai bata

Resham si hawa kehti hai bata

Vo jo doodh dhuli masoom kali

Vo hai kahan kahan hai

Vo roshni kahan hai vo jaansi kahan hai

Main adhoora tu adhoori jee rahein hain

Paakhi paakhi pardesi

Paakhi paakhi pardesi

Paakhi paakhi pardesi

Paakhi paakhi pardesi

Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se

Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se

Main yahan tukdon mein jee raha hoon

Main yahan tukdon mein jee raha hoon

Tu kahin tukdone mein jeen rahi hai

Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se

Tu to nahin hai lekin teri muskurahatein hain

Chehra nahin hai par teri aahatein hain

Tu hai kahan kahan hai

Tera nishaan kahan hai

Mera jahan kahan hai

Main adhoora tu adhoori jee rahein hain

Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se

Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se

Main yahan tukdon mein jee raha hoon

Main yahan tukdon mein jee raha hoon

Tu kahin tukdone mein jeen rahi hai

Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se

16

Hooray! Your file is uploaded and ready to be published.

Saved successfully!

Ooh no, something went wrong!