20.06.2013 Views

PepsiTV.com

PepsiTV.com

PepsiTV.com

SHOW MORE
SHOW LESS

You also want an ePaper? Increase the reach of your titles

YUMPU automatically turns print PDFs into web optimized ePapers that Google loves.

PepsiTV.com

A

Hindi Song Title: Aaa Chal Ke Tujhe Mein

Hindi Movie/Album Name: DOOR GAGAN KI

CHHAON MEIN

Singer(s): KISHORE KUMAR

Aa chal ke tujhe, main le ke chaluun

ik aise gagan ke tale

jahan gam bhii na ho, aansoo bhi na ho

bas pyaar hii pyaar pale

Aa chal ke tujeh main le ke chaluun

ik aise gagan ke tale

jahan gam bhi na ho, aansoo bhi na ho

bas pyaar hi pyaar pale

ik aise gagan ke tale

Suraj ki pahali kiran se, aashaa kaa savera jaage (2)

chandaa kii kiraN se dhul kar, ghanaghor andhera

bhaage (2)

kabhi dhuup khile kabhi chhaav mile

lambii sii Dagar na khale

jahan gam bhi na ho, aansoo bhi na ho

bas pyaar hi pyaar pale

ik aise gagan ke tale

Jahan door nazar daud aae, aazaad gagan laharaae

laharaee (2)

jahan rang birange panchhi, aashaa kaa sandesaa

laayen (2)

sapano me pali hansati ho kali

jahan shaam suhaani dhale

jahan gam bhi na ho, aansoo bhi na ho

bas pyaar hi pyaar pale

ik aise gagan ke tale

Sapano Ke aise jahan mein jahan pyaar hi pyaar khila

ho

hum jaa ke vahan kho jaaye shikuva na koyi ghila ho

kahin bhair na ho koyi ghair na ho

sab milke chalte chale

jahan gam bhi na ho aansoo bhi na ho

bas pyaar hi pyaar pale

ik aise gagan ke tale

aa chal ke tujeh mein leke chaluun

ik aise gagan ke tale

jahan gam bhi na ho aansoo bhi na ho

bas pyaar hi pyaar pale

ik aise gagan ke tale

Hindi Song Title: Aaja sanam madhur chandni mein

hum

Top Bollywood Lyrics 1960 – 2006

Hindi Movie/Album Name: CHORI CHORI(OLD)

Singer(s): LATA MANGESHKAR, MANNA DEY

By www.PepsiTV.com

Aaja sanam madhur chandni mein hum

Tum mile to wirane mein bhi aa jayegi bahaar

Jhumne lagega aasman

Jhumne lagega aasman

Kehta hai dil aur machalta hai dil

More saajan le chal mujhe taaron ke paar

Lagta nahin hai dil yahan

Lagta nahin hai dil yahan

Bheegi bheegi raat me, dil ka daaman thaam le

Khoyi khoyi zindagi, har dam tera naam le

Chand ki behki nazar, keh rahi hai pyaar kar

Zindagi hai ek safar, kaun jaane kal kidhar

Chand ki behki nazar, keh rahi hai pyaar kar

Zindagi hai ek safar, kaun jaane kal kidhar

Aaja sanam madhur chandni mein hum

Tum mile to wirane mein bhi aa jayegi bahaar

Jhumne lagega aasman

Jhumne lagega aasman

Kehta hai dil aur machalta hai dil

More saajan le chal mujhe taaron ke paar

Lagta nahin hai dil yahan

Lagta nahin hai dil yahan

Dil ye chahe aaj to, baadal ban ood jaoon main

Dulhan jaisa aasma, dharti par le aaoon main

Chand ka dola saje, dhoom taron mein mache

Jhoom ke duniyan kahe, pyaar mein do dil mile

Chand ka dola saje, dhoom taron mein mache

Jhoom ke duniyan kahe, pyaar mein do dil mile

Aaja sanam madhur chandni mein hum

Tum mile to wirane mein bhi aa jayegi bahaar

Jhumne lagega aasman

Jhumne lagega aasman

Kehta hai dil aur machalta hai dil

More saajan le chal mujhe taaron ke paar

Lagta nahin hai dil yahan

Lagta nahin hai dil yahan

Hindi Song Title: Aakhon Hi Aakhon main

Hindi Movie/Album Name: CID

Singer(s): GEETA DUTT, MOHHAMAD RAFI

aakhon hee aakhon mein ishaaraa ho gayaa

baithhe baithhe jeene kaa sahaaraa ho gayaa

gaate ho geet kyo, dil pe kyo haath hai

khoye ho kis liye, ayesee kyaa baat hai

ye haal kab se tumhaaraa ho gayaa

3

Hooray! Your file is uploaded and ready to be published.

Saved successfully!

Ooh no, something went wrong!