25.03.2017 Views

Document (1)

You also want an ePaper? Increase the reach of your titles

YUMPU automatically turns print PDFs into web optimized ePapers that Google loves.

Re: Dil kay goshoon par

» بروز:‏ اپریل ,2009 ,01 ش «

janaab Hasni SaaHeb: aadaab!

aap kee naz^meN dekheeN. maashaa Allah aap bohat likh

rahe haiN. meHnat aur shauq ke saath mut^aali,a'h bhee mil

jaaYe to teHreer meN nikhaar baRh jaataa hai. apnee

taKhleeqaat par meree daad qubool keejiYe. is ke ba's do teen

baateN kehne kee ijaazat chaahataa hooN. buraa nah

maaneN. in baatoN se aap kee qadr-afzaayee maqSood hai,

tanqeed naheeN.

ek saath itnee bohat se naz^meN lagaane se log in ko dekh

naheeN paate haiN. kam likhiYe aur dostoN ko paRhne aur

raaYe dene kaa mauqa' deejiYe. warnah faa,idah kam ho

gaa. doosree baat yeh keh Roman Urdu kaa koyee saadah aur

achhaa niz^aam apnaa leejiYe aur usee ko ista'maal keejiYe.

maujoodah shakl meN aap kee teHreer paRhne aur samajhne

meN diqqat hotee hai. teesre yeh keh likh kar Khud bhee paRh

liyaa keejiye taa.k Ghalat^iyaaN kam se kam hoN. aur sab

Hooray! Your file is uploaded and ready to be published.

Saved successfully!

Ooh no, something went wrong!