10.08.2016 Views

zoban

Create successful ePaper yourself

Turn your PDF publications into a flip-book with our unique Google optimized e-Paper software.

• Zoban inshara kay hawala say bila tafreeq-o-imtiyaz, shakhas ko

shakhas kay qareeb lanay ka behtarein zariya hai.

Ta’hum hum’khayali na honay ki surat main shakhas, shakhas say

dour chala jata hai ya ho sakta hai. Is main zoban

ka koee qasour nahain hota, qasour alfaz kay andar mojoud mafaheim

ka hota hai. Es ki bhi dou suratain aur

sathain hoti hain:

a. Alfaz kay mafaheim ko kisi dousray zaviay say daikha aur samjha

giya hota hai.

b. Baat khahi hi ghalt ya phir mokhtib ki marzi munsha ya

zavia-e-nazr kay bar’akas ki gaee hoti hai.

2- No language is better or worse than other

Yah point dou hissoon main taqseem karna paray ga:

Awal. Better

Better zoban wohhi kehla sakti hai jo behtar izar kar sati ho aur izhar

Hooray! Your file is uploaded and ready to be published.

Saved successfully!

Ooh no, something went wrong!