07.05.2015 Views

SAKHTYAAT, SAKHT SHIKNI AUR RAAD-E-SAKHT EAK OMOMI MOTALAH

SAKHTYAAT, SAKHT SHIKNI AUR RAAD-E-SAKHT EAK OMOMI MOTALAH Maqsood Hasni Kasur Pakistan maqsood5@mail2world.com

SAKHTYAAT,
SAKHT SHIKNI AUR RAAD-E-SAKHT
EAK OMOMI MOTALAH

Maqsood Hasni
Kasur
Pakistan

maqsood5@mail2world.com

SHOW MORE
SHOW LESS

Create successful ePaper yourself

Turn your PDF publications into a flip-book with our unique Google optimized e-Paper software.

Carles Chadoo ka kehna hai:

“Zoban eak fa’el ko janti hai (os ki)

shakhasiat ko nahain”

Qari jo sharay bhi hai, mosannaf kay halaat

aur zaroatoon say la’taluq hota hai. Woh

alag say koroon main zindgi gozar raha hota

hai. Os kay soch kay panshi mosannaf kay

korroon say bahar bhi safar kar rahay hotay

hain bilkul issi tarah jis tarah mosannaf

apnay living set up say bahar ki baat kar

raha hota hai. Qari aur mosannaf jin korroon

main zindgi gozar rahay hotay hain' oon

main zehni toor par adjuest bhi hoon, lazmi

ammar to nahain. In ki fikri living kaee aur

kaenatoon main ho sakti hai. Soach living

korray say baher motahark hota hai. Is baat

ko yoon bhi kaha ja sakta hai kah living

korray main os kay soach ka, living korra

qarar nahain diya ja sakta. “Yahaan” os ka

soch hamaisha misfit rahay ga. Issi tanazur

main “Yahaan” say aazadi mil jati hai jabkah

“Wahaan”kay motabaq qirat amal main

aa’ay gi aur tashreh ka fariza “wahaan” kay

Hooray! Your file is uploaded and ready to be published.

Saved successfully!

Ooh no, something went wrong!