07.05.2015 Views

SAKHTYAAT, SAKHT SHIKNI AUR RAAD-E-SAKHT EAK OMOMI MOTALAH

SAKHTYAAT, SAKHT SHIKNI AUR RAAD-E-SAKHT EAK OMOMI MOTALAH Maqsood Hasni Kasur Pakistan maqsood5@mail2world.com

SAKHTYAAT,
SAKHT SHIKNI AUR RAAD-E-SAKHT
EAK OMOMI MOTALAH

Maqsood Hasni
Kasur
Pakistan

maqsood5@mail2world.com

SHOW MORE
SHOW LESS

Create successful ePaper yourself

Turn your PDF publications into a flip-book with our unique Google optimized e-Paper software.

say vajood dainay ko sakhatyaat say paivast

kiya hai . Onhoon nay nishaan (sign) ki

haqiqat ki wazay alfaaz main tasdeek ki hai

jo sakhat ko aham qarar dainay kay

motradef hai.

Sachaee koee khudsar, khudkar aur

khudkafeel akaee nahain hai. Jo is ka zindgi

kay doseray hawaloon say reshta hi na ho.

Aankhain band karna zindgi ka eak hawala

zoroor hai. Is ka 1856 say pehlay ka Lakhnu,

amli namunah hai jo Nawab Shoja-ul-dolah

ki shakast ka natijah (Cause) tha.

Sakhatyaat siraf aankhain band karnay kay

amal say reshtah kayoon khatam karay. Is

nay bila'imtiyaz (Manfi aur musbat) puri

diyanat aur ravadari say ta’alqaat ko vosat

daiana hai. Sakhatyaat siraf aankhain band

karnay kay amal say reshtah kayoon khatam

karay. Is nay bilaimteyaz (Mafi aur mosbat)

puri diyanat aur ravadari say taalqaat ko

wosaat daina hai. Yahaan Higal kay zidain

kay falsafay ko batoor masaal liya ja sakta

hai. “Nihain hai”, “Hai” ki shanakhat

(Identity) hai. Is zimman main Dr Faheem

Hooray! Your file is uploaded and ready to be published.

Saved successfully!

Ooh no, something went wrong!