07.05.2015 Views

SAKHTYAAT, SAKHT SHIKNI AUR RAAD-E-SAKHT EAK OMOMI MOTALAH

SAKHTYAAT, SAKHT SHIKNI AUR RAAD-E-SAKHT EAK OMOMI MOTALAH Maqsood Hasni Kasur Pakistan maqsood5@mail2world.com

SAKHTYAAT,
SAKHT SHIKNI AUR RAAD-E-SAKHT
EAK OMOMI MOTALAH

Maqsood Hasni
Kasur
Pakistan

maqsood5@mail2world.com

SHOW MORE
SHOW LESS

Create successful ePaper yourself

Turn your PDF publications into a flip-book with our unique Google optimized e-Paper software.

ka zariya-o-vasela hai ya is kay hawala say

qatray ka sumundar banna hai. Sakht shikni

say hi yah aaghi hasal ho sakti hai kah qatra

apnay andar sumundar bunnay ki salaheat

aur johar rakhta hai. Daal ko gher’lachakdar

qarar daina, aaghi kay pehlay zinay par

kharay rehna hai. Her zinda aur lachak’dar

soch az’khud aaghi ki taraf bharta hai. Zinda

aur lachak’dar soch ko daeray ka qaidi

nahain banaya ja sakta aur na’hi yah osay

kush aata hai.Yah un’ginat samaji reshtoon

main monsalik hota hai.

Issi bonyad par Garema nay kaha hai:

“Sakhtyati nazaam momkina insani

reshtoon kay goshwaray par

mabni hai”

Dr. Wazi Aagha is zimun main kehtay hain:

“Sakhatyaat nay shairiyaat (Poetic) ko

saqafti dhagoon ka jaal

qarar dia hai. Woh tasneef ki lisani akae ya

maenvi akae tak mahdood na rahi balkah os

Hooray! Your file is uploaded and ready to be published.

Saved successfully!

Ooh no, something went wrong!