07.05.2015 Views

SAKHTYAAT, SAKHT SHIKNI AUR RAAD-E-SAKHT EAK OMOMI MOTALAH

SAKHTYAAT, SAKHT SHIKNI AUR RAAD-E-SAKHT EAK OMOMI MOTALAH Maqsood Hasni Kasur Pakistan maqsood5@mail2world.com

SAKHTYAAT,
SAKHT SHIKNI AUR RAAD-E-SAKHT
EAK OMOMI MOTALAH

Maqsood Hasni
Kasur
Pakistan

maqsood5@mail2world.com

SHOW MORE
SHOW LESS

Create successful ePaper yourself

Turn your PDF publications into a flip-book with our unique Google optimized e-Paper software.

taqazay puray kar raha hota hai. Sath main

mojood ko rad karkay kuch naya day raha

hota hai. Yah amal agli aur naee qirat kay

baghar momkin nahain hota. Is hawala say

hi wo mokhtalif shanakhati hawaloon ka

hamil hota hai. Wo lafaz ki manivi aur

tashree tarikh say aagahi kay sabab

mukhtalif namoon say pokara jata hai.

Ta’ham is zimman main is haqiqat ko

pas-e-pusht nahain dala ja sakta kah agar

wo mukhsous say monsalik rahay ga to kisi

markazay ki pabandi karay ga to pehlay ko

rad karkay kuch naya paish nahain kar

sakay ga. Likhtay ya tashreh kartay waqt is

ka soch mukhtalif lisani-o-tehzeebi korroon

main motaharik ho ga. Lafaz issi tanazur

main roop ikhtayar kartay hain. Kisi nishan

kay janam main bhi yahhi amal kar’farma

hota hai. Kisi tashreh, tozee, tafheem aur

moaqaf ko raad karnay kay zimman main Dr

Faheem Azmi ka yah biyan khasusi tovajjo

chahata hai:

“Jab koee shakhas kalaam karnay kay baad

apnay moakaf

Hooray! Your file is uploaded and ready to be published.

Saved successfully!

Ooh no, something went wrong!