07.05.2015 Views

SAKHTYAAT, SAKHT SHIKNI AUR RAAD-E-SAKHT EAK OMOMI MOTALAH

SAKHTYAAT, SAKHT SHIKNI AUR RAAD-E-SAKHT EAK OMOMI MOTALAH Maqsood Hasni Kasur Pakistan maqsood5@mail2world.com

SAKHTYAAT,
SAKHT SHIKNI AUR RAAD-E-SAKHT
EAK OMOMI MOTALAH

Maqsood Hasni
Kasur
Pakistan

maqsood5@mail2world.com

SHOW MORE
SHOW LESS

Create successful ePaper yourself

Turn your PDF publications into a flip-book with our unique Google optimized e-Paper software.

ai’maniviat aur madoomi say dochar

nahain howa. Daikhna yah hi kah orran

khatolay ka nazriah deitay waqt harfkar tha

ya madoom ho chuka tha. Pehli surat main

(tha) orran khatolay ka tasawar wazay na

hota jo is kay mashahiday main nahain tha.

Kayoon aur kaisay vajood hasal kar sakta

tha. Wo (Mosannaf) nahain tha laikin

tasawer orran tha. Tasawar nay, vajood

main aanay kay li’ay mosannaf ko batoor

aala’kar istaamal kiya. Yah bhi kah soach

orran khatolay kay material, kahla aur kaee

is say motalaqah hawaloon say jur gaya tha.

Pas-e-shaoor Ourang-e-Suleman mojood

tha. Moamlah zara aaga bhara to pheli

tashreh raad ho gaee. Nishaan “Orran” ki is

kay baad bhi qiraat hoti rahay gi aur is kay

madlool badaltay rahain gay kayoon’kah

raad-e-sakhat ka amal hamaishah jari rehta

hai. Tafeem-o-tashreh ka safar mojood say

bala’tar rehta hai. Is ki haqiqi aur waqa’ee

say reshtah ostawar rehta hai.

Sakhatyat agar mawariat par ostawar hoti to

Hooray! Your file is uploaded and ready to be published.

Saved successfully!

Ooh no, something went wrong!