07.05.2015 Views

SAKHTYAAT, SAKHT SHIKNI AUR RAAD-E-SAKHT EAK OMOMI MOTALAH

SAKHTYAAT, SAKHT SHIKNI AUR RAAD-E-SAKHT EAK OMOMI MOTALAH Maqsood Hasni Kasur Pakistan maqsood5@mail2world.com

SAKHTYAAT,
SAKHT SHIKNI AUR RAAD-E-SAKHT
EAK OMOMI MOTALAH

Maqsood Hasni
Kasur
Pakistan

maqsood5@mail2world.com

SHOW MORE
SHOW LESS

You also want an ePaper? Increase the reach of your titles

YUMPU automatically turns print PDFs into web optimized ePapers that Google loves.

say ziyada nahain hoti. Is hawala say

ijtamaee saqafat aur ijtamaee shaoor ka her

hawalah say baima’eni ho jata hai.

Sakhatyaat kay baray main yah kahna kah is

main eak hi daal ko barbar dohraya jata hai,

mabni bar'haq nahain hai. Bila'shuba kisi

eak nishan ki bar bar qirat amal main aati

hai laikain is ki mojoda tashreh ko mostarad

karkay kuch na’ya aur kuch aur daryafat

kiya ja raha hota hai.

Prof Jmeel Aazar ka kehna hai:

“ Adab assar (effect) karta hai.

Batoor-e-samaji tashkeel ki eak khud

mukhtar satah kay adab haqiqat ka aaina ya

assal ki naqal ya haqiqat

ka masanna (secondary reflection) nahain

balkah (Alag say) eak

samaji qowat hai, jo apnay taenat aur assrat

kay sath apni hasiat

rekhti hai aur apnay bal aur apni qowat par

qaem hai”

Hooray! Your file is uploaded and ready to be published.

Saved successfully!

Ooh no, something went wrong!