07.05.2015 Views

SAKHTYAAT, SAKHT SHIKNI AUR RAAD-E-SAKHT EAK OMOMI MOTALAH

SAKHTYAAT, SAKHT SHIKNI AUR RAAD-E-SAKHT EAK OMOMI MOTALAH Maqsood Hasni Kasur Pakistan maqsood5@mail2world.com

SAKHTYAAT,
SAKHT SHIKNI AUR RAAD-E-SAKHT
EAK OMOMI MOTALAH

Maqsood Hasni
Kasur
Pakistan

maqsood5@mail2world.com

SHOW MORE
SHOW LESS

You also want an ePaper? Increase the reach of your titles

YUMPU automatically turns print PDFs into web optimized ePapers that Google loves.

mojood say inharaf nahain balkah jo osay

samjha giya ya kaha giya, say inharaf aur os

ki moot ka e’lan hai. Agar woh darusat hai

aur aein wohhi hai, jo hai to na’ee

tashrehaat ka amal koee ma’eni nahain

rakhta aur na’hi ka’seer-ul-ma’eni ki falasfi

koee hasiat aur voqat rakhti hai.

Dr Gopi Chand Narag ka kehna hai:

“Agar phelay say tehreer (Adab) ka vajood

na ho to koee shair ya

mosannaf kuch nahain likh sakta. Jo kuch

agloon nay likha her

fun para os par azaafa(Na’ay mafaheem aur

na’ee tashreh ka naam

bhi day saktay hain) hai”

Dhoranay ka amal “Jo hai” tak rasaee ki

tak-o-doo hai. Yaeni jo ossay samjha giya

woh, wohhi nahain hai ya phir ossay

mojoda, halaat aur zororat kay motabaq

samjhnay ki zororat hai. Ossay issi tarah

samjhnay ki tashnigi, jiss tarah ki woh hai,

kay hawala say sakhtyaat kabhi kisi tashreh

Hooray! Your file is uploaded and ready to be published.

Saved successfully!

Ooh no, something went wrong!