07.05.2015 Views

SAKHTYAAT, SAKHT SHIKNI AUR RAAD-E-SAKHT EAK OMOMI MOTALAH

SAKHTYAAT, SAKHT SHIKNI AUR RAAD-E-SAKHT EAK OMOMI MOTALAH Maqsood Hasni Kasur Pakistan maqsood5@mail2world.com

SAKHTYAAT,
SAKHT SHIKNI AUR RAAD-E-SAKHT
EAK OMOMI MOTALAH

Maqsood Hasni
Kasur
Pakistan

maqsood5@mail2world.com

SHOW MORE
SHOW LESS

Create successful ePaper yourself

Turn your PDF publications into a flip-book with our unique Google optimized e-Paper software.

say monsalik karkay naam aur mafaheem

ata kiay. Barooni tagheraat ki surat main jo

jaisa mehsous kiya, ossi kay matabiq

tashreh-o-tebeer ki. Ta’ham baqool Dr. Gopi

Chand Narang:

“Qiraat (mehsous karna, daikhna aur

parkhana) aur tafa’el tehzeeb kay

andar aur tarekh kay mehwar par hai maeni

badaltay rehtay hain aur

koee qiraat ya tashreh aakhri waqt aakhri

nahai hai.”

Aakhri tashreh is liay aakhri nahain kah

mokhtalif awamil

kay tehht, andar kay mosam badaltay rehtay

hain. Dakhal

kisi saqafati system ko layaeni keh kar nazar

andaz nahain karta.”

Lafaz jab eak jaga aur eak kay chungal say

azadi hasal karta hai to saqafti tabdili kay

ba’ess pehlay maeni raad ho jatay hain.

Agarcheh in lumhoon taak pehllay korray

main gardash kar rahay hotay hain ya phir

Hooray! Your file is uploaded and ready to be published.

Saved successfully!

Ooh no, something went wrong!