07.05.2015 Views

SAKHTYAAT, SAKHT SHIKNI AUR RAAD-E-SAKHT EAK OMOMI MOTALAH

SAKHTYAAT, SAKHT SHIKNI AUR RAAD-E-SAKHT EAK OMOMI MOTALAH Maqsood Hasni Kasur Pakistan maqsood5@mail2world.com

SAKHTYAAT,
SAKHT SHIKNI AUR RAAD-E-SAKHT
EAK OMOMI MOTALAH

Maqsood Hasni
Kasur
Pakistan

maqsood5@mail2world.com

SHOW MORE
SHOW LESS

You also want an ePaper? Increase the reach of your titles

YUMPU automatically turns print PDFs into web optimized ePapers that Google loves.

Is kahay kay tanazur main tashreh kay liay

mosannaf/sha’ir kay mazaaj, lehja, mood,

mahool, halaat wagherah kay hawalh say

tashreh ka kaam hona mumkin nahain.

Tehreer ya kisi nishan (Sign/trace) ko kisi

murkaziat say nathi karkay mazeed aur

na’ay nataej hasal karna momkin nahain aur

nahi tashreh-o-tozeh ka amal jari rakha ja

sakta hai.

Lafaz bazaher bool rahay hotay hain. Is

blolnay ko manna, gomrah’kon hai. Lafaz

boltay hain to phir tashreh-o-tozeh kasi aur

kayoon?

Lafaz apni asal main khamoosh hotay hain.

In ki bar bar qiraat say kasrat-e-ma’eni ka

jaal bonna jata hai. Qirat inhain zoban daiti

hai. Khamoshi , fixed mafaheem say bala’tar

hoti hai. Is moamlay par ghoor kartay waqt

is baat ko mad-e-nazar rekhna paray ga kah

qari qiraat kay waqt madoom ho jata hai.

Woh ijtamaee saqafat kay roop main zinda

hota hai ya yoon keh lain kah woh ijtamaee

Hooray! Your file is uploaded and ready to be published.

Saved successfully!

Ooh no, something went wrong!