07.05.2015 Views

SAKHTYAAT, SAKHT SHIKNI AUR RAAD-E-SAKHT EAK OMOMI MOTALAH

SAKHTYAAT, SAKHT SHIKNI AUR RAAD-E-SAKHT EAK OMOMI MOTALAH Maqsood Hasni Kasur Pakistan maqsood5@mail2world.com

SAKHTYAAT,
SAKHT SHIKNI AUR RAAD-E-SAKHT
EAK OMOMI MOTALAH

Maqsood Hasni
Kasur
Pakistan

maqsood5@mail2world.com

SHOW MORE
SHOW LESS

You also want an ePaper? Increase the reach of your titles

YUMPU automatically turns print PDFs into web optimized ePapers that Google loves.

kay istamal karnay walay bakheel nahain

hotay. Os lafaz ki istalahi nazam aur insani

zoban main adjuestment os ki lachak paziri

ko wazay karti hai aur yah bhi kah woh sab

ka aur sab kay liay hai. Lafaz naqash ko

batoor-e-misal lay lain yah bai’shamar

korroon main kisi na’kisi hawala say

motharrak hai aur bai’shamar mafaheem

main ba’yak waqat mostamal hai. Mazeed

mafaheem say parhaiz nahain rekhta.

Her lafaz kay sath bar bar dohranay ka amal

wabasta hai aur yah amal kabhi aur kahein

tehrao ka shaaer nahain hota. Bekhrao ki

her lamhah suraat mojood rehti hai.

Dr Wazir Aaga kay nazdeek:

“Shairiat batoor eak saqafti system takhleeq

kay tar-o-pood

main hi nahain balkah apni karkardgi say

takhleeq ko surat

pazeer bhi karti hai. Qari ka kaam takhleeq

kay partoon ko

bari bari otarna aur shai’riyaat ki karkardgi

Hooray! Your file is uploaded and ready to be published.

Saved successfully!

Ooh no, something went wrong!